1. Naam bata diya toh pehchaan bura maan jaaegi
2. Tevar na dikhao toh log aankh dikhaane lagte hain
3. Doodh mein nimbu jisne daala, paneer uski ho jaata hai
4. Main ek baar dhandhe ke paise chor sakta hun par jeet ka maan nahi
5. Sophie Choudry: Ye kaala chashma aap pe bahut suit karta hai. Akshay Kumar: muje kisi ne kaha tha mera future bahut bright hai tab se ye kala chashma...
6. Peechli waali ne neeyat kharaab ki thi, ye toh Raavan se bhi Ram Ram bulwaaegi
7. Bahut dino baad Mumbai ne muje apni baahon mein bulaya hai, ab dekhna ye hai ki wo gale lagati hai, ya gala kaat ti hai.
8. Metre kitna bhi tej bhaag le, taxi se peeche hi rehta hai.
9. Bambai badal rahi hai, Kumkum se Kimi Katkar ki tarah lag rahi hai.
10. In chamakte hue pathron ko dekh kar aurtein galtiyaan maaf kar deti hai Shoaib nahi.
11. Peene ki capacity, jeene ki strength, account ka balance, aur power ka khauf kabhi kam nai hona chahie.
12. Kaam bhale hi main gande karta hun, lekin saaf suthra rehne ki gandi aadat hai muje.
13. Maa behan ki gaali theek hai, lekin tune muje maara kaise.
14. Saale koi pehli baar hamare saath punye karne chala hai, tu wahan bhi paap karne ki soch raha hai.
15. Ladkiyaan jab roti hai toh bahut saare reasons hote hai, lekin jab ek ladka rota hai toh wajah sirf ladki hoti hai.
16. Ae ladki jitne tune roze nahi dekhe, utni maine chaand raatein dekhi hai.
17. Meri shakal pe mat jaana, kehte hain mera dimaag museum mein rakhne layak hai.
18. Ye aakhein nahi khatarnaak ghaat hai - ek taraf khaai hai, ek taraf pahaad hai, kahin fisal na jaana.
19. Tuje chaand la ke diya, toh baaki sab eid kaise manaaenge, aur tuje taarein dilwa diye, toh chaand akela pad jaaaega.
20. Aadmi toh aurat ke hote hai, muje toh mard chahiye.
21. Galti karne waalo ke liye Shoaib sirf ek hi raasta chorta hai upar ka.
22. Kabhi toh insaan ki zindagi pe shak hota hai, bus wahi nahi milta jispe haq hota hai.
23. Ye jubaan ki chuppi pyaar ki puppy lene hi nai deti.
24. Mehnat se sirf ghar bante hai ,sapno ke mehal nahi.
25. Pyaar bahut badi googly hota hai, pyaar se mil jaae toh baadam. warna mungfali bhi nahi hota hai.
26. Insaan ki zindagi ki swarg aurat banati hai, aur swargwaasi bhi.
27. Agar main hero ban gaya toh pehchaan bura maan jaaegi.
28. Himmat ko aage badne ke liye paaron ki jarurat nahi hoti.
29. Logo ki itni buddayien mat lo ki log duaoon mein bhi tumhari maut maange.
30. Bachpan se leke ab tak is shehar ne sab kuch diya hai, par jab baat pyaar ki aayi toh sabne sotela khada kar diya hai.